Asia Cup Main Pakistan VS India Match Aaj Khela Jaye Ga .
Dubai : Asia Cup main Pakistan VS India match aaj khela jaye ga .
Last year Champions Trophy final ke baad Pakistan aur Bharat ki temes aaj Asia Cup main aamnay saamnay ayen gi, dono teams nay muqablay ki bharpoor tayariyaan kar rakhi hain jab ke match Pakistani time ke mutabiq shaam 4:30 bajey khela jaye ga .
Qaumi team mein Fakhar zamaan, Baber Azam aur Shoaib Malik par mushtamil top order batting line mojood hai jab ke bowling ke shobay mein Mohammad Aamir , Hasan Ali aur Shadaab Khan Pakistani team ke ahem hathyaar hon ge .
Wazeh rahay ke Bharat 6 se zayed baar Asia Cup Tournament main faateh raha hai jab ke qaumi team ab tak sirf 2 martaba hi is Tournament ka title –apne naam karne mein kamyaab rahi .

Post a Comment