Pak Bharat Takra: Wazeer e Azam Imran Khan Ki Dubai Stadium Aamad Mutawaqqa
Pak Bharat Takra Wazeer e Azam Imran Khan ki Dubai stadium aamad mutawaqqa
Islamabad :Wazeer e azam Imran Khan ki pak Bharat Takra dekhnay ke liye kal Dubai stadium mein aamad mutawaqqa hai .
Safarti zaraye ke mutabiq wazeer e azam Imran Khan aaj apne pehlay ghair mulki doray ke liye Saudi Arab rawana ho rahay hain, Safarti zaraye ki janib se imkaan zahir kya ja raha hai ke woh kal Dubai mein schedule Pak Bharat match stadium mein ja kar dekhen ge.

Post a Comment