Asia Cup:India Ka Muqaabla Aaj Afghanistan Se Ho Ga.
Asia Cup Tournament ke super 4 marhalay main India ka muqaabla aaj (Tuesday ko ) Afghanistan se ho ga .
tafseelaat ke mutabiq India ba muqabla Afghanistan match Pakistani waqt ke mutabiq seh pehar 4:30 bje khela jaye ga. India Asia Cup Tournament ke final ke liye qualify kar chuka hai jab ke Afghanistan is Tournament se bahar ho chuka hai. aaj ke match ka points table par kuch khaas asar nahi parrey ga .

Post a Comment